Constant of PHP
Constant of PHP
PHP constant variable ka syntax es prakar likha jaata Hain:-
define (name, value, case-insensitive)
Ex- define (name, 500)
echo num;
es tarah se likhne par varible ko nahi badla ja sakta hain . par yah case-sensitive hota hain .
es kami ko door Karne Ke Liye , 500 ke aage [true] likha jata hain :-
define (num ,500, true)
echo NUM;
es tarah se likhne par varible ko bade akshar me likh kar print kara Sakte Hain Aur koi Erro Bhi Nahi Hoga .
Agar parameter me true nahi dete hain to wah Default roop me 'False ' hota hain.
Note: -
- Can't use $ sign with constat varible name.
- Constant variable are Global Variables .
Example of Constant Variable: -
Problems: -
Ex: -
<?php
define ("test" ,50) ;
define ("test", 10) ;
echo test;
?>
es trah se likhne par error dekhne ko milta hain kyonki constant value ko dobara define nahi kiya ja sakta hain.
Output: -
<?php
define ("_test" ,50) ;
//define ("test", 10) ;
echo _test;
?>
output: -
Agar koi numeric value laga de to erro aa sakta hain , es tarah se :-
Note: -
constant varible ko dobara reAssign aur Redefine nahi kar sakte hain.Par ese nimn tarike use Kiya ja Sakta Hain: -
Hi this is only roman language hindi Engish both
ReplyDelete